The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
zahurddin khan saab waqt kam hone ki wajah se main iss khat hi ke jhariye akvida keh raha hoon ham log aaj raat hi ki gaadi se patiyala jaa rahe hain aur pata nahi kab waapas laahore aa Sakenge iss khat ke saat hamare khandaan ka ek beshkimti gehna aapki hifaajat mein chhode jaa raha hoon meharbaani hogi agar aap hamari iss amaanat ko apane paas mehfoos rakhe alvida aapka dost hamsaya jasbir kaur tanha aaise kyon bechain phire jaagenge jaroor yeh bhaag tere koi jaane na yeh josh tera koi jaane na yeh junoon tera ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na tanha aaise kyon bechain phire jaagenge jaroor yeh bhaag tere koi jaane na yeh josh tera koi jaane na yeh junoon tera ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na dil se dilon ko jeetna mushkil se na darna rang barsega yahaan din ho ya phir raina ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na badi duur hain gar jaana maayus na kabhi hona andhere mein bhi veerane mein bhi khilegi koi kali tanha aaise kyon bechain phiren jaagenge jaroor yeh bhaag tere koi jaane na yeh josh tera koi jaane na yeh junoon tera ghoom tana ghoom tana na tana na ghoom tana na ghoom ghoom tana tana tana ghoom tana ghoom tana na tana na ghoom tana na tana na na na na ....