The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Haan judaai se darta hai dil Haan judaai se darta hai dil Maut se to mein darti nahin Aur darti to sun le sanam Sun le sanam Pyaar tujhse main karti nahin Pyaar tujhse main karti nahin Haan judaai se darta hai dil Haan judaai se darta hai dil Ek armaan is paar hai Ek armaan us paar hai Humne khud hi banayi thi jo Raaste mein woh deewar hai Ek khushi dil ne kya maang li Har khushi ko nazar lag gayi Zindagi jab kareeb aayi to Zindagi ko nazar lag gayi Ab tamanna ho dil main koi Ab tamanna ho dil main koi Main tamanna bhi karti nahin Aur darti to sun le sanam Sun le sanam Pyaar tujhse main karti nahin Pyaar tujhse main karti nahin Haan judaai se darta hai dil Haan judaai se darta hai dil Man se man ka hai bandhan agar Tan mile na mile kuch nahin Man ka chandan mehekta rahe Man hi sab kuchh hai tan kuchh nahin Aasmaanon mein so jayega Dastaanon mein kho jayega Tan kisi roz ban kar dhuaan In hawaaon ka ho jayega Pyaar rehta hai zinda sada Pyaar rehta hai zinda sada Aatma hai yeh marti nahin Aur darti to sun le sanam Sun le sanam Pyaar tujhse main karti nahin Pyaar tujhse main karti nahin Haan judaai se darta hai dil..