The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
su : ( haay ye tune kya kiya mujhe phir ye kya bata diya dard jo meetha-meetha tha aur use badha diya haay ye tune kya kiya ) -2 ra : hamne to dil luta diya hamane to sar jhuka diya -2 ab to jo ho hua kare -2 hamne to ghar jala diya dard jo meethaa-meetha tha aur use badha diya haay ye tune kya kiya su : haay ye tune kya kiya mujhe phir ye kya bata diya dard jo meethaa-meetha tha aur use badha diya haay ye tune kya kiya su : dil se jo dil ko raah thi kab wo chhupaaye chhup saki -2 honthon ne rok li hansi aankhon ne muskura diya -2 dard jo meethaa-miitha tha aur use badha diya haay ye tune kya kiya haay ye toone kya kiya mujhe phir ye kya bata diya dard jo meethaa-miitha tha aur use badha diya haay ye tune kya kiya