Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Hai Apna Dil Toh Aawara

SOLWAAH SAAL Movie Songs Lyrics
Hai Apna Dil Toh Aawara Lyrics
Hindi Song Title: Hai Apna Dil Toh Aawara : SOLWAAH SAAL
Singer(s): HEMANT KUMAR



Hindi Lyrics:
hai apanaa dil to aawaaraa, naa jaane kis pe aayegaa

haseenon ne bulaayaa, gale se bhee lagaayaa
bahot samazaayaa, yahee naa samazaa
bahot bholaa hain bechaaraa, naa jaane kis pe aayegaa

ajab hain diwaanaa, naa dar naa thhikaanaa
jameen se begaanaa, falak se judaa
ye yek tootaa huaa taaraa,  naa jaane kis pe aayegaa

jamaanaa dekhaa saaraa, hain sab kaa sahaaraa
ye dil hee humaaraa huaa naa kisee kaa
safar mein hain ye banjaaraa, naa jaane kis pe aayegaa

huaa jo kabhee raajee, to milaa naheen kaajee
jahaa pe lagee baazee, wahee pe haaraa 
ye yek tootaa huaa taaraa, naa jaane kis pe aayegaa

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Hai Apna Dil Toh Aawara from the Bollywood movie SOLWAAH SAAL. We tried to make Hai Apna Dil Toh Aawara Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Hai Apna Dil Toh Aawara Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com