Hindi Song Lyrics of Hamraahi Jab Ho Mastaana
PUKAR Movie Songs LyricsHamraahi Jab Ho Mastaana Lyrics Hindi Song Title: Hamraahi Jab Ho Mastaana : PUKAR
Singer(s): HEMA SARDESAI AND UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
--FEMALE-- Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan --MALE-- Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan (Hamraahi jab ho mastaana Mauj mein ho dil deewaana Phir chalne waale rukte hain kahan) - 2 Yeh khumaar, yeh nasha, jawaan bekhudi Ab na koi nagar, na koi gali Din vahan, raat yahan (Hamraahi jab ho mastaana Mauj mein ho dil deewaana Phir chalne waale rukte hain kahan) - 2 Dagmag chalna shaheron mein, baazaaron mein Maheke maheke phirna gulzaaron mein Hum dilwaale chanchal aise tauba Halchal si pad jaaye dildaaron mein Is masti mein sab chalta hai Ab koi kya soch raha hai hum matwaale kya jaane Arre hum matwaale kya jaane, hum matwaale kya jaane, yea yea yea Hamraahi jab ho mastaana Mauj mein ho dil deewaana Phir chalne waale Hamraahi jab ho mastaana Mauj mein ho dil deewaana Phir chalne waale rukte hain kahan - 2 Chadhti jawaani teri meri Mil jaane mein kaahe ki hai teri Josh mein aake chal nikle hain hum yaara Hone de dhadkan ki hera pheri Pyaar ki rasmein phir sochenge Theek hai kya aur galti kya hai hum matwaale kya jaane Arre hum matwaale kya jaane, hum matwaale kya jaane, yea yea yea Hamraahi jab ho mastaana Mauj mein ho dil deewaana Phir chalne waale rukte hain kahan Hamraahi jab ho mastaana Mauj mein ho dil deewaana Phir chalne waale Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan --FEMALE-- Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan - 3
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Hamraahi Jab Ho Mastaana from the Bollywood movie PUKAR. We tried to make Hamraahi Jab Ho Mastaana Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Hamraahi Jab Ho Mastaana Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.