The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
ho.. haseeno se mohabbat ka ah.. haseeno se mohabbat ka bura anjaam hota hain meri jaan pyar mein ghar baar bhi neelam hota hain - 4 haseeno se mohabbat ka bura anjaam hota hain meri jaan pyar mein ghar baar bhi neelam hota hain ho.. kabhi kajal ki farmaaish kabhi powder ki farmaaish kabhi circus ki zidd hain aur kabhi theater ki farmaaish nikalwati hain diwala aji dilbar ki farmaaish kacheri aur thaane mein bahut hi naam hota hain - 2 meri jaan pyar mein ghar baar bhi neelam hota hain haseeno se mohabbat ka bura anjaam hota hain ho.. takke ho jeb mein toh arey takke ho jeb mein toh husnwale dil lagate hain gale mein daalkar baahein badi ulfat jatate hain agar aashiq ho kadka toh durr se rasta dikhate hain ho jiska bank mein khata wahi gulfaam hota hain meri jaan pyar mein ghar baar bhi neelam hota hain haseeno se mohabbat ka bura anjaam hota hain