The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
--FEMALE-- Mere sapnon ka voh raja Mere dil ka voh rajkumar Main to uski deewani banoongi Uspe aane laga mujhko pyaar Karti hoon uska main ab intezaar Yeh to hai tujhko pata --MALE-- Ae, hata saawan ki ghata Hata saawan ki ghata --FEMALE-- Mere sapnon ka voh raja O mere sapnon ka voh raja Mere dil ka voh rajkumar Main to uski deewani banoongi Uspe aane laga mujhko pyaar Karti hoon uska main ab intezaar Yeh to hai tujhko pata --MALE-- Ae, hata saawan ki ghata Hata saawan ki ghata --FEMALE-- Koi baat hai us mein, poochho na Voh jo aaya pasand mujhko O koi baat hai us mein, poochho na Voh jo aaya pasand mujhko --MALE-- O tune aaj mujhe pehchaana hai Maine maana akkal hai tujhko --FEMALE-- Main to tere chakkar mein aaoongi nahin - 2 Kitna bhi mujhko pata --MALE-- Ae, hata saawan ki ghata Hata saawan ki ghata Tere sapnon mein jo aata hai Vahi dilbar hoon main jaana O tere sapnon mein jo aata hai Vahi dilbar hoon main jaana --FEMALE-- Voh to aur koi duja hai Mera majnu mera deewana --MALE-- Haal tu kya jaane tere majnu ka, ae Haal tu kya jaane tere majnu ka Hoga kurta bhi saala phata --MALE-- Ae, hata saawan ki ghata --MALE-- Ae ae, hata saawan ki ghata --FEMALE-- Mere sapnon ka voh raja Mere dil ka voh rajkumar Main to uski deewani banoongi Uspe aane laga mujhko pyaar Karti hoon uska main ab intezaar Yeh to hai tujhko pata --MALE-- Ae, hata saawan ki ghata Hata saawan ki ghata --BOTH-- Hata saawan ki ghata, hata saawan ki ghata