The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
moohbbat mein kabhi dhoka, na tum doge na hum denge iraada kar liya hamne, yahin milke kasam lenge tere mere ishq ka mere hamnashin yaara hoga hoga khuda gawaah hoga - 2 chehara tera chehara, meri nazaron ko bhaa gaya mera dil deewaana to, tere hi dil pe aa gaya kwaabon ke hasin sapne, nigaahon mein saja lenge kabhi jo ryth baithe toh, hansa lenge mana lenge tere mere ishq ka mere hamnashin yaara hoga hoga khuda gawaah hoga - 2 teri meri ye saansein, abb chalenge saath mein shaamein, raatein, subahein, abb dhalenge saath mein nazadikiyon se bhi sanam nazadik aayenge kaleje se hamesha abb, tumhe hamko lagaayenge tere mere ishq ka mere hamnashin yaara hoga hoga khuda gawaah hoga - 2 moohbbat mein kabhi dhoka, na tum doge na hum denge iraada kar liya hamne, yahin milke kasam lenge tere mere ishq ka mere hamnashin yaara hoga hoga khuda gawaah hoga - 2