The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(humne khamoshi se tumhen dil mein basaya hain) - 2 hona khabar ab kisi aur ko tumhe apana banaya hain (humne khamoshi se tumhen dil mein basaya hain) - 2 (dil ke dhadakne se darr mujhko lagata hai duniya na ye jaan jaye chahe jo koi toh chehara chhupale chahat magar chhup na paye) - 2 apani mohabbat ko maine to dil mein kabse chhupaya hai (humne khamoshi se tumhen dil mein basaya hain) - 2 (palkon ki chilman mein iss dil ki dhadkan mein tumko chhupa ke rakhunga khwabon ke daaman mein yaadon ke darpan mein tumko basake rakhunga) - 2 mudke jahaan jab bhi dekha sanam bas tumko hi paaya hai (Humne khamoshi se tumhen dil mein basaya hain) - 2 hona khabar ab kisi aur ko tumhen apana banaya hai (Humne khamoshi se tumhen dil mein basaya hain) - 2