The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Humse Rahoge kya hamesha khafa Maaf bhi kardo jaana Maan to li hai humne apni khata Maaf bhi kardo jaana Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Hum hain sharminda galti hogi na aindaa Humse Rahoge kya hamesha khafa Maaf bhi kardo jaana Maan to li hai humne apni khata Maaf bhi kardo jaana Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Hum hain sharminda galti hogi na aindaa Humse Rahoge kya hamesha khafa Maaf bhi kardo jaana Maan bhi jaao suno tumko kasam hai Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai Milte ho jo kahin Dekhte bhi nahin Maan bhi jaao suno tumko kasam hai Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai Milte ho jo kahin Dekhte bhi nahin Aisa bhi roothna kya bhala Dekho to ek nazar tum zara Aisa bhi roothna kya bhala Dekho to ek nazar tum zara Jo tum pe marta hai uska hai ab haal kya Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Hum hain sharminda galti hogi na aindaa Humse Rahoge kya hamesha khafa Maaf bhi kardo jaana Aise nikalo nahin tum humein dil se Chaahne waale milte hain mushkil se Socho zara meherbaan Paaoge humsa kahan Aise nikalo nahin tum humein dil se Chaahne waale milte hain mushkil se Socho zara meherbaan Paaoge humsa kahan Chhodo bhi tum ye naaraazgi Aao bhi karlein hum dosti Chhodo bhi tum ye naaraazgi Aao bhi karlein hum dosti Ab jaane bhi do ki jo bhi hua so hua Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Hum hain sharminda galti hogi na aindaa Humse Rahoge kya hamesha khafa Maaf bhi kardo jaana Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Dekho ye gussa chhodo Ab tum ye kissa chhodo Hum hain sharminda galti hogi na aindaa Humse Rahoge kya hamesha khafa Maaf bhi kardo jaana.