The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Huzuurevaalaa, Jo Ho Ijaazat, To Ham Ye Saare, Jahaa.N Se Kah De.N Tumhaarii Adaao.N Pe Marate Hai.N Ham, Ye Kisane Kahaa Hai Ki Darate Hai.N Ham Huzuurevaalaa ... [ Huzure Wala Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Kyo.N Na Kah De.N Mohabbat Khudaa Hai Ye Haqiiqat Nahii.N Hai To Kyaa Hai O Dil Vaale Daa.Nv Lagaa Le Kar Diyaa Dil Ko Tere Havaale Ba.Daa Lutf Chhup Chhup Ke Jalane Me.N Hai Mazaa Tiir Khaake Sambhalane Me.N Hai Huzuurevaalaa ... Dekhiye To Zaraa Muskuraa Ke Kaun Baithaa Hai Pahaluu Me.N Aake O Dil Vaale Daa.Nv Lagaa Le Kar Diyaa Dil Ko Tere Havaale Ye Niichii Nigaahe.N Gazab Kar Gai.N Pataa Naa Chalaa Zulm Kab Kar Gai.N Huzuurevaalaa ... [ Huzure Wala Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]