Hindi Song Lyrics of Is Tarah Dekho Na Humko
CENSOR Movie Songs LyricsIs Tarah Dekho Na Humko Lyrics Hindi Song Title: Is Tarah Dekho Na Humko : CENSOR
Singer(s): ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
--FEMALE-- Laa la la laa, la la la laa la la laa --MALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana - 2 Ek nasha chhaaya hai hum par - 2 Hosh mein humko na laana --FEMALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana Ek nasha chhaaya hai hum par - 2 Hosh mein humko na laana Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana --MALE-- Shonkh nazar yeh mast adaayein, inpe aa marjaaye hum Is haseen mahaul se bachkar, bolo kyoon ghar jaaye hum Yun bahek jaane do dil ko, humko na kuch yaad rahe Aaj dil kuch maang raha hai, aaj na humse sharmaana Ek nasha chhaaya hai humpar - 2 Hosh mein humko na laana --FEMALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana Tere dil mein kya kya kuch hai, humne sab kuch jaan liya Tu hai ek awaara baadal, humne tujhe pehchaan liya Yun na bahek tu hosh mein aa re, baat na kar aisi vaisi Jhel na paayega o pagle, meri nazron ka nishaana Ek nasha chhaaya hai hum par Hosh mein humko na laana --MALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana --FEMALE-- Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana --MALE-- Oh, ek nasha chhaaya hai hum par --FEMALE-- Ek nasha chhaaya hai hum par --BOTH-- Hosh mein humko na laana Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana --MALE-- Is tarah na muskuraana --FEMALE-- Is tarah na muskuraana
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Is Tarah Dekho Na Humko from the Bollywood movie CENSOR. We tried to make Is Tarah Dekho Na Humko Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Is Tarah Dekho Na Humko Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.