Hindi Song Lyrics of Ishq Hansaata Hai

MUSKAAN Movie Songs Lyrics
Ishq Hansaata Hai Lyrics
Hindi Song Title: Ishq Hansaata Hai : MUSKAAN
Singer(s): SONU NIGAM, ANURADHA PAUDWAL



Hindi Lyrics:
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai

Kisi ki yaad rehti hai, kisi ka khayaal hota hai
Ishq mein aksar logon ko bura haal hota hai

Yeh ishq ishq hai ishq, yeh ishq ishq hai ishq - 2

Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai - 2
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai - 2
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai - 2
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani
(Koi humko sirf yeh bata de
Tanhaai kyoon mile ishq mein) - 2
Ek chot si lagi dil pe, poochho na kya hua
Aankhon mein hai chhupe aansu, honton pe hai bas dua
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani
Har pal rehti badi beqaraari
Koi kaise jeeye yaar bin
Ho, har pal rehti badi beqaraari
Koi kaise jeeye yaar bin
Anjaane mein deewaanon se hoti hai yeh khata
Manzil milegi kab kaise kisko yahan hai pata
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani

Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai - 2
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani
Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
O jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya - 2
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

(Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai) - 2

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Ishq Hansaata Hai from the Bollywood movie MUSKAAN. We tried to make Ishq Hansaata Hai Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Ishq Hansaata Hai Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com