Hindi Song Lyrics of Jaa Sajna Tujhko
RAJA Movie Songs LyricsJaa Sajna Tujhko Lyrics Hindi Song Title: Jaa Sajna Tujhko : RAJA
Singer(s): ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
--FEMALE-- Jaa sajna, tujhko bhula diya - 2 Vaada kiya hasaane ka mujhko rula diya Jaa sajna, tujhko bhula diya - 2 Todke saari kasmon ko tune daga diya Jaa sajna, tujhko bhula diya Jaa jaa sajna, tujhko bhula diya Patthar hai tera dil dil nahin Is pyaar ke tu kaabil nahin Teri ragon mein behti jafa Tu kya karega mujhse vafa Mujhko di hai tune voh gham Bhooloongi na main tere sitam Kya hai teri haqeeqat yeh tune bata diya Jaa sajna, tujhko bhula diya - 2 Vaada kiya hasaane ka mujhko rula diya Jaa sajna, tujhko bhula diya Jaa jaa re jaa sajna, tujhko bhula diya --MALE-- Mm, kaisi haalat hai meri, aa tujhe main bataaoon Kya kahaani hai meri, aa tujhe main sunaaoon Kaisi haalat hai meri, aa tujhe main bataaoon Kya kahaani hai meri, aa tujhe main sunaaoon Aa aa aa aa aa aa, aa aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa aa Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa Sab ki nazar mein yeh pyaar tha Main raaste ki deewaar tha Kisne yahan pe ki hai khata Kisko mili hai uski saza Sach kya hai yeh jab jaanegi tu Meri vafa ko maanegi tu Maine teri nafrat ko dil se laga liya --FEMALE-- Jaa sajna, tujhko bhula diya Jaa jaa re jaa sajna, tujhko bhula diya Vaada kiya hasaane ka mujhko Vaada kiya hasaane ka mujhko rula diya Jaa sajna, tujhko bhula diya Jaa jaa sajna, tujhko bhula diya Jaa jaa re jaa sajna, tujhko bhula diya Jaa sajna, tujhko bhula diya
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Jaa Sajna Tujhko from the Bollywood movie RAJA. We tried to make Jaa Sajna Tujhko Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Jaa Sajna Tujhko Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.