Hindi Song Lyrics of Jaadoo Jaadoo (other)

KOI MIL GAYA Movie Songs Lyrics
Jaadoo Jaadoo (other) Lyrics
Hindi Song Title: Jaadoo Jaadoo (other) : KOI MIL GAYA
Singer(s): UDIT NARAYAN, ADNAN SAMI & ALKA YAGNIK



Hindi Lyrics:
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Aaj Dharti Se Gagan Ka
Aaj Dharti Se Gagan Ka
Phoolon Se Chaman Ka 
Ghatao Se Pawan Ka Ho Raha Milan 
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Aaj Dharti Se Gagan Ka
Aaj Dharti Se Gagan Ka
Phoolon Se Chaman Ka 
Ghatao Se Pawan Ka Ho Raha Milan 
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo

Yeh Kaisa Hai Tamasha
Nayi Pyaar Ki Hai Bhasha
Ab Koi Nahi Hai Nirasha
Yeh Kaisa Hai Tamasha
Nayi Pyaar Ki Hai Bhasha
Ab Koi Nahi Hai Nirasha
Chup Hai Hum Bhi
Chup Ho Tum Bhi 
Hoti Hai Sab Baatein Phir Bhi 
Are Kaisare Hua Yeh Ajooba
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo

Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Tumhe Aankhon Mein Basaya
Tumhe Dil Mein Bithaya
Koi Tumse Na Lenge Kiraya
Tumhe Aankhon Mein Basaya 
Tumhe Dil Mein Bithaya
Koi Tumse Na Lenge Kiraya
Tum Jo Humse Milne Aaye
Humne Saapne Naye Sajaye
Ab Karna Nibhane Ka Wada
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Aaj Dharti Se Gagan Ka
Aaj Dharti Se Gagan Ka
Phoolo Se Chaman Ka 
Ghatao Se Pawan Ka Ho Raha Milan 
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Jaadoo Jaadoo (other) from the Bollywood movie KOI MIL GAYA. We tried to make Jaadoo Jaadoo (other) Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Jaadoo Jaadoo (other) Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com