Hindi Song Lyrics of Jaane Aaj Kya Huwa Aisa Kabhi Huwa Na Tha
CHHATTEES GHANTE Movie Songs LyricsJaane Aaj Kya Huwa Aisa Kabhi Huwa Na Tha Lyrics Hindi Song Title: Jaane Aaj Kya Huwa Aisa Kabhi Huwa Na Tha : CHHATTEES GHANTE
Singer(s): KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE
Hindi Lyrics:
jaane aaj kya huwa aisa kabhi huwa na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhin bolo kya karein aisa hoga pata na tha mitha mitha dard sa uthe ang ang mein jaage koyi aag si jine ki umang mein hava se tape badan jaisa kabhi tapa na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhin bolo kya karein aisa hoga pata na tha chhaaya chhaaya duur tak rangon ka gubaar hai aisa to na tha jahaan ho na ho ye pyaar hai kvaabon ka sama saja jaisa kabhi saja na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhin bolo kya karein aisa hoga pata na tha jaane aaj kya huwa...
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Jaane Aaj Kya Huwa Aisa Kabhi Huwa Na Tha from the Bollywood movie CHHATTEES GHANTE. We tried to make Jaane Aaj Kya Huwa Aisa Kabhi Huwa Na Tha Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Jaane Aaj Kya Huwa Aisa Kabhi Huwa Na Tha Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.