The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
|
JAWAANI DIWAANI Movie Songs Lyrics Jaane Jaan Dhoondhta Phir Raha Lyrics Hindi Song Title: Jaane Jaan Dhoondhta Phir Raha : JAWAANI DIWAANI Singer(s): KISHORE KUMAR & ASHA BHOSLE Hindi Lyrics: Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din Main yahan se vahan Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din Main yahan se vahan Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan Main yahan Tum kahan Main yahan Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din Main yahan se vahan O mere humsafar pyaar ki raah par Saath chale hum magar kya khabar O mere humsafar pyaar ki raah par Saath chale hum magar kya khabar Raaste mein kahin reh gaye humnashi Tum kahan Main yahan Tum kahan Main yahan Jaanejaan dhoondhti phir rahi hoon tumhein raat din Main yahan se vahan Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan Main yahan Tum kahan Main yahan Dil machalne laga yoonhi dhalne laga Rang bhara pyaar ka ye sama Dil machalne laga yoonhi dhalne laga Rang bhara pyaar ka ye sama Aaj aise mein bas chhodke chal diye Tum kahan Main yahan Tum kahan Main yahan Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din Main yahan se vahan Paas ho tum khade mere dil mein chhupe Aur mujhe kuchh pata na chala Paas ho tum khade mere dil mein chhupe Aur mujhe kuchh pata na chala Dil mein dekha nahin dekha saara jahan Tum kahan Main yahan Tum kahan Main yahan Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din Main yahan se vahan Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan Main yahan Tum kahan Main yahan This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Jaane Jaan Dhoondhta Phir Raha from the Bollywood movie JAWAANI DIWAANI. We tried to make Jaane Jaan Dhoondhta Phir Raha Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Jaane Jaan Dhoondhta Phir Raha Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD. |