Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Jaane Kauns Sa Rastaa

ARYANS - ALBUM Movie Songs Lyrics
Jaane Kauns Sa Rastaa Lyrics
Hindi Song Title: Jaane Kauns Sa Rastaa : ARYANS - ALBUM
Singer(s): ARYANS



Hindi Lyrics:
jaane kaun saa rastaa usake ghar ko jaataa
jaane kaun saa rang hai usake mann ko bhaataa
aisi kai hai paheliyaa man mein kare jo athkheliyaan - 2
jaane kaun saa vaadaa usako lubhaata
jaane kaun saa rastaa usake ghar ko jata

kahi door se main hoon gungunata hua uske liye naye geet gaataa
jaaane kaun saa nagmaa uske mann ko bhaata
aisi kai hai paheliyaa man mein kare jo athkheliyaan - 2
jaane kaun saa rastaa usake ghar ko jaataa
jaane kaun saa rang hai usake man ko bhaataa

(kabhi dhoop hai kabhi chhaanv bhi hai
kabhi sard hai barsaat bhi hai) - 2
jaane kaunsaa mausam usako suhaataa
aisi kai hai paheliyaa man mein kare jo athkheliyaan - 2
jaane kaun saa rastaa usake ghar ko jaataa
jaane kaun saa rang hai usake man ko bhaataa

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Jaane Kauns Sa Rastaa from the Bollywood movie ARYANS - ALBUM. We tried to make Jaane Kauns Sa Rastaa Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Jaane Kauns Sa Rastaa Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com