The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
(jabase balam ghar aaye jiyara machal-machal jaaye) - 2 o dil ne dil se kaha tha fasaana - 2 laut aaya hai guzara zamaana O,laut aaya hai guzara zamaana khushiyaan saath-saath laaye jiyara machal-machal jaaye Jab se balam ghar aaye jiyaara machal-machal jaaye o laa ke aankhon se dil men bithaaoon - 2 muskura ke sitaare lutaaoon O,muskura ke sitaare lutaaoon aasha jhuum-jhuum gaaye jiyara machal-machal jaaye Jab se balam ghar aaye jiyaara machal-machal jaaye o din hain apane mohabbat javaan hai un se aabaad dil ka jahaan hai - 2 O,un se aabaad dil ka jahaan hai man ke chor chale aaye jiyara machal-machal jaaye Jab se balam ghar aaye jiyaara machal-machal jaay posted by: p u r n i m a