The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Jab Se Tumko Maine Dekha Hai, Mujhe Pyaar Ka Matlab Aa Gaya Jabse Tumko Maine Chaaha Hai, Mera Jeena Aasaan Ho Gaya (Jab Se Tumko Maine Dekha Hai, Mujhe Pyaar Ka Matlab Aa Gaya Jabse Tumko Maine Chaaha Hai, Mera Jeena Aasaan Ho Gaya) - (3) Aasaan Ho Gaya, Ho Gaya [ Jab Se Tumko Maine Dekha Hai Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Jab Bhi Tujhse Najare Mili, Tufaan Sa Dil Mein Uth Gaya Main Pyaar Ke Iss Tufaan Mein, Naa Jaane Kaha Kho Gaya Tera Saath Jo Mil Jaaye, Meri Duniya Badal Jaaye Sun Lo Meri Yeh Pukaar.. Jab Se Tumko Maine Dekha Hai, Mujhe Pyaar Ka Matlab Aa Gaya Jabse Tumko Maine Chaaha Hai, Mera Jeena Aasaan Ho Gaya Teri Baaton Mein Jo Asar Hai, Karata Hai Mujhko Deewaana Teri Bholi Si Yeh Ada, Kehati Hai Mujhko Begaana Tera Saath Jo Mil Jaaye, Meri Duniya Badal Jaaye Sun Lo Meri Yeh Pukaar (Jab Se Tumko Maine Dekha Hai, Mujhe Pyaar Ka Matlab Aa Gaya Jabse Tumko Maine Chaaha Hai, Mera Jeena Aasaan Ho Gaya) - (3) Aasaan Ho Gaya [ Jab Se Tumko Maine Dekha Hai Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]