Hindi Song Lyrics of Jahaan Bhi Gaye Hum
NAUGHTY BOY Movie Songs LyricsJahaan Bhi Gaye Hum Lyrics Hindi Song Title: Jahaan Bhi Gaye Hum : NAUGHTY BOY
Singer(s): KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE
Hindi Lyrics:
aa: aa aa aa.. ki: jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam nazaaroN ki qasam, tum mile aa: jahaaN bhi mile ham o mere hamdam bahaaroN ki qasam, gul khile ki: jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam nazaaroN ki qasam, tum mile ki: ( matvaalaa dil meraa, kahe ham yahin pe rah jaayenge aa: in taaroN ke sahaare, isi aasmaaN pe lahraayenge ) -2 ki: jahaaN bhi gaye ham aa: o o o o ki: o mere hamdam aa: o o o o ki: nazaaroN ki qasam aa: o ho ho ho ho ho ki: tum mile aa: jahaaN bhi mile ham ki: o ho aa: o mere hamdam ki: aa aa: bahaaroN ki qasam ki: o aa: gul khile aa: aa aa aa aa.. ki: ( tum hamaare, ham tumhaare ye lukaa chhupi hai phir kis liye aa: pyaar khoTaa yaa kharaa hai main aazmaa rahi thi isliye ) -2 aa: jahaaN bhi mile ham ki: haa aa: o mere hamdam ki: ho aa: bahaaroN ki qasam ki: huN aa: gul khile ki: jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam nazaaroN ki qasam, tum mile
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Jahaan Bhi Gaye Hum from the Bollywood movie NAUGHTY BOY. We tried to make Jahaan Bhi Gaye Hum Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Jahaan Bhi Gaye Hum Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.