Hindi Song Lyrics of Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Fariyaad Na Karana
FARIYAADI Movie Songs LyricsJal Jal Ke Shama Ki Tarah Fariyaad Na Karana Lyrics Hindi Song Title: Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Fariyaad Na Karana : FARIYAADI
Singer(s): MOHAMMAD RAFI
Hindi Lyrics:
jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karana main yaad bhi aayuun to mujhe yaad na karana mushkil hai bahut pyaar ki duniya ko basaana bedard zamaane ka tarika hai puraana do pyaar bhare dil kabhi aabaad na karana main yaad bhi aayuun aakaash ki choti pe mahal hamane banaaya duniya se bahut duur jahaan apana basaaya qismat ne magar chaaha hamein shaad na karana main yaad bhi aayuun ab apane kyaalon mein mujhe tum na basaana bhuule se kabhi tum mere sapanon mein na aana gar dil mein uthe dard to fariyaad na karana main yaad bhi aayuun
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Fariyaad Na Karana from the Bollywood movie FARIYAADI. We tried to make Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Fariyaad Na Karana Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Fariyaad Na Karana Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.