The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Hello I am gonna kill you Its been sound of disco its always been around been around (jawaani jaaneman haseen dilruba milen to dil jawa nisaar ho gaya) - 2 shikaari khud yaha shikaar ho gaya ye kya sitam huva ye kya julam huva ye kya gazab huva ye kaise kab huva na jaanu main na jaane wo o ho jawaani jaaneman haseen dilruba milen to dil jawa nisaar ho gaya aayi aayi door se dekho dekho dilruba kaisi kaisi turu turu turu turu khaayi khaayi bezuban dil ne dil ne chot ye kaisi kaisi are wo mili nazar are ye huva asar nazar nazar mein ye sama badal gaya chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya gazab huva ye kya huva ye kab huva na jaanu main na jaane wo o ho jawaani jaaneman haseen dilruba milen to dil jawa nisaar ho gaya dil ye pyaar mein kaise khota hai dekho qaatil jaaneman kaise hota hai dekho are wo mila sanam are ye huva sitam wo dushman-e-jaana dildaar ho gaya sayyaad ka bulbul se pyaar ho gaya gazab huva ye kya huva ye kab huva na jaanu main na jaane wo o ho (jawaani jaaneman haseen dilruba milen to dil jawa nisaar ho gaya) - 2 shikaari khud yaha shikaar ho gaya ye kya sitam huva ye kya julam huva ye kya gazab huva ye kaise kab huva na jaanu main na jaane wo o ho