Hindi Song Lyrics of Jo Aankh Se Pita Hoon

TUMSE ACHCHA KAUN HAIN - 2002 Movie Songs Lyrics
Jo Aankh Se Pita Hoon Lyrics
Hindi Song Title: Jo Aankh Se Pita Hoon : TUMSE ACHCHA KAUN HAIN - 2002
Singer(s): SONU NIGAM, TAUFEEQ AKHTAR



Hindi Lyrics:
Mehkade Ki Gali Mein Jaana Chod Diya
Jab Se Dekha Use Shishe Ka Jaam Tod Diya
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hain
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hain
Utar Jaati Hain Utar Jaati Hain
Utar Jaati Hain Utar Jaati Hain
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hain
Utar Jaati Hain Utar Jaati Hain
Utar Jaati Hain Utar Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Chad Jaati Hain Chad Jaati Hain
Chad Jaati Hain Chad Jaati Hain
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain

Mastan Yaar Tauba Hasti Bahaar Tauba
Woh Chupke War Tauba Nazron Ki Maar Tauba
Chaaye Khumar Tauba Aaye Karar Tauba
Dil Jaaye Haar Tauba Ho Jaye Pyaar Tauba
Na Puch Yaar Mohabbat Ka Nasha Kaisa
Koyi Din Raat Khayalon Mein Basa Rehta Hain
Badi Haseen Is Mein Shyaam Gair Hoti Hai
Na Dard-O-Gham Na Duniya Ki Khabar Hoti Hain
Yeh Bekhudi To Zindagi Mehkaati Hain
Mehkaati Hain Mehkaati Hain Mehkaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Chad Jaati Hain Chad Jaati Hain
Chad Jaati Hain Chad Jaati Hain
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain

Zulfon Ki Badliyon Mein Raato Mein Hai Nasha
Mehboob Ki Ada Mein Baaton Mein Hai Nasha
Dil Dar Li Sharabi Aankhon Mein Hai Nasha
Hoton Ki Surkiyon Mein Saason Mein Hain Nasha
Gulabi Naram Se Hoton Ko Chum Ke Dehko
Kisi Ki Madhbari Baahon Mein Jhum Ke Dekho
Deewane Pyaar Ka Aisa Surur Chaayega
Tujhe Zameen Pe Bhi Zannat Ka Maza Aayega
Yeh Mehkashi To Aashiqi Siklaathi Hai
Siklaathi Hai Siklaathi Hai
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Chad Jaati Hain Chad Jaati Hain
Chad Jaati Hain Chad Jaati Hain
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hain
Utar Jaati Hain Utar Jaati Hain
Utar Jaati Hain Utar Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain
Jo Aankh Se Pita Hoon To Chad Jaati Hain

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Jo Aankh Se Pita Hoon from the Bollywood movie TUMSE ACHCHA KAUN HAIN - 2002. We tried to make Jo Aankh Se Pita Hoon Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Jo Aankh Se Pita Hoon Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com