The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Kali kali akhiyan hain, akhiyon mein sapna hai Sapnon mein sajana hai, sajna ye apna hai Saath nibhaye sajna, to phir kya kehna -2 Jhooma jhooma jhumka hai, khan khan kangna hai Kali kali angna hai, angna ko rangna hai Saath nibhaye sajna, to phir kya kehna -2 Raah mein teri palken bichha doon, Dil se laga ke tujhe dil mein basa loon Mujkho to apna keh de o sajna, Tere liye apne mein jaan bhi luta doon Buri buri nazron se abhi mujhe bachna hai, Bas yehi kehna hai, tere sang rehna hai Saath nibhaye sajna, to phir kya kehna -2 Kali kali akhiyan hain, akhiyon mein sapna hai Saath nibhaye sajna, to phir kya kehna Tune kiye hain jab se isshare, khush hau ye mausam, Khush hain nazaare Pyar ke badle pyar main mangoon, Sach tujhe karne hain sapne ye saare Nahi nahi ab nahi dil ko machalna hai, Thandi thandi pyar ki chiyaan mein chalna hai Saath nibhaye sajna, to phir kya kehna -2 Kali kali akhiyan hain, akhiyon mein sapna hai Jhooma jhooma jhumka hai, khan khan kangna hai Saath nibhaye sajna, to phir kya kehna -2