Hindi Song Lyrics of Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do
MALHAAR Movie Songs LyricsKahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do Lyrics Hindi Song Title: Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do : MALHAAR
Singer(s): LATA MANGESHKAR, MUKESH
Hindi Lyrics:
lata: kahaan ho tum zaraa aawaaz do, hum yaad karate hai kabhi bharate hai aanhe, aur kabhi fariyaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do lata: judaa bul-bul hai apane phool se, aur ro ke kaheti hai- 2 ari duniyaa kiyaa who zulm, jo saiyaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do mukesh: jaha hai aur ab jis haal mein hai, hum tumhaare hai- 2 tumhi aabaad ho dil mein, tumhi ko yaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do lata: humaari bebasi ye hai ke hum kuchh kahe nahin sakate- 2 wafa badnaam hoti hai, agar fariyaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do mukesh: tere qadamon mein rahene ki tamanna, dil mein rakhate hai- 2 judaa duniyaa ne hum ko kar diya, fariyaad karate hai kahaan ho tum zaraa aawaaz do Posted by: p u r n i m a
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do from the Bollywood movie MALHAAR. We tried to make Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Kahaan Ho Tum Zaraa Aawaaz Do Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.