The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Kahe tohse sajna Kahe tohse sajna Ye tori sajaniya Pagh paghliye jaaon tohri balaiyaan main Pagh paghliye jaaon tohri balaiyaan Magan apni dhun mein rahe more sainya Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon Jiya tohe chaahe tohe ang lagaoon Laaj nigodi mori roke hai paiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Main jag ki koi reet na jaanu Main jag ki koi O main jag ki koi reet na jaanu Maang ka tohe sindoor maanu Tu hi choodiyaan mori tu hi kalaiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Mohe laage pyaare sabhi rang piya re Mohe laage pyaare Mohe laage pyaare sabhi rang piya re Dukh sukh mein har pal rahoon sang piya re Dardava ko baateumar larkaiyaan O pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Kahe tohse sajna Ye tori sajaniya Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan