Hindi Song Lyrics of Kaho Kaha Chale
BULANDI (1980) Movie Songs LyricsKaho Kaha Chale Lyrics Hindi Song Title: Kaho Kaha Chale : BULANDI (1980)
Singer(s): KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE
Hindi Lyrics:
kishore : kaho kahaan chale asha : jahaan tum le chalo phir bhi manzil kahaan kishore : jahaan hamse milo kaho kahaan chale asha : jahaan tum le chalo kishore : phir bhi manzil kahaan asha : jahaan hamse milo kishore : pyar ka safar to deewana asha : aa aa aa kishore : khabar nahi, kahaan liye jaaye mastaana - 2 kishore : pyar ka safar to deewana asha : la la la kishore : khabar nahi, kahaan liye jaaye mastaana - 2 mod aaye jahaan vahaan milke chalo kishore : phir bhi manzil kahaan asha : jahaan hamase milo asha : kaash ghata zara barase kishore : hun hun hun asha : lipat raha saajan se ji bharake - 2 asha : kaash ghata zara barase kishore : ae he he he asha : lipat raha saajan se ji bharake - 2 rang uthe sama aaj aise milo kishore : phir bhi manzil kahaan asha : jahaan hamase milo kishore : barakha ki dekho rang raliya asha : lah la ~ la kishore : boonden nahi tumpe luta rahi kaliyaan - 2 asha : dil to kahe jaane ja kishore : ae he he he asha : ruk ja yahi aage kahi nahi jaana - 2 kishore : yahi dil mein baso yahi dil mein khilo kishor : phir bhi manzil kahaan asha : jahaan hamse milo
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Kaho Kaha Chale from the Bollywood movie BULANDI (1980). We tried to make Kaho Kaha Chale Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Kaho Kaha Chale Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.