Hindi Song Lyrics of Kal Jisne Janam Yahaa Paaya

VIVAH Movie Songs Lyrics
Kal Jisne Janam Yahaa Paaya Lyrics
Hindi Song Title: Kal Jisne Janam Yahaa Paaya : VIVAH
Singer(s): KUMAR SANU, SURESH WAADKAR



Hindi Lyrics:
kal jisne janam yahaa paaya kal jisako zulene zulaayaa - 2
najadik sulaaya godi mein uthaaya
kaandhe pe ghumaaya, jise chalanaa sikhaayaa 
kyaa ye wohi ladakaa hai - 4

kal tak jo nanhi si lali thi, komal si juhi ki kali thi - 2
wo totali boli, are kitani bhali thi
wo jisake simaa bas ghar se gali thi
kyaa ye wohi ladaki hai - 4

prep se lekar primary tak, primary se phir dasavi tak
school mein chodaa schoolse layaa
baraso maine ye niyam nibhaayaa
is ghar mein bholu jo kehlaataa thaa
teacher se bhji jo sharamaataa thaa
dekh aapki ladaki ko dil jisakaa dhadakaa hai
jiske jawaa sine mein aaj ek sholaa bhadakaa hai
kyaa ye wohi chhutakaa hai
kyaa ye wohi ladakaa hai

haa ye wohi chhutakaa hai
haa ye wohi ladakaa hai

titaliyon ke piche jo daudaa karati thi
pariyon ke chitron mein rang bharati thi
kab ye kali se phool ban gayi
prem si jodi prem ki dori
kab main bhudhaa huaa na janaa
jane kab ye ho gayi kishori
gudiyon ki shaadi kal jisane rachaayi 
honewaali hai kal jisaki bidaayi
milake jise mere shehjade ki tabiyat fadaki hai
milake jise chote saahab ki tabiyat fadaki hai
kyaa ye wohi ladaki hai - 2
haa ye wohi ladaki hai
bahu aapake ghar ki hai

chunaa ek duje ko tumane lakhon mein karodon mein
jodaa amar ho tumhaaraa pyaar bhare jodon mein
mausam aaye mausam jaaye tumhaaraa jeevan aur sajaaye 
samay ki dhaaraa mein hum to beh jaayenge
hamaare bol tumhaare sang reh jaayenge
woh maryaadaaye woh paramparaaye jo humane nibhaayi
woh ye bhi nibhaaye bas yahi kehnaa hai
bas yahi kehnaa hai - 3

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Kal Jisne Janam Yahaa Paaya from the Bollywood movie VIVAH. We tried to make Kal Jisne Janam Yahaa Paaya Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Kal Jisne Janam Yahaa Paaya Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.


Advertise on Hindi Lyrix.com