Hindi Song Lyrics of Kehta Hai Kabutar
BEWAFAA Movie Songs LyricsKehta Hai Kabutar Lyrics Hindi Song Title: Kehta Hai Kabutar : BEWAFAA
Singer(s): SHAAN, ASHA BHOSLE
Hindi Lyrics:
yahoo.... oooo... kehta hai kabutar kya koi toh hai chakkar haa udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai kehta hai kabutar kya koi toh hai chakkar - 2 udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai yeh ishq ki duniya kamaal hai mistar - 2 ismein toh koi paas koi fail raha hain kehta hai kabutar koi toh hai chakkar udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai yeh ishq ki duniya kamaal hai mistar ismein toh koi paas toh koi fail raha hain piya miya ... too much confusion darling yeh rishton ki confusion hi toh society hai darling thats society high society teri sadi ka yeh palla sarak na jaaye kahi bada deewana hain yeh dil dhadak na jaaye kahi meri sadi ka yeh palla sarak na jaaye kahi bada deewana hain yeh dil dhadak na jaaye kahi palat ke dekh meri jaan hain tera dhyan kidhar jara bach bach ke bachake koi dhoka hai idhar ek chehra laga hain har chehre ke upar - 2 chhup chhup ke yaha har kisika mel raha hai kehta hai kabutar kya koi toh hai chakkar udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai kahi pe nigaahen kahi pe nishana kyu samjhe har aashiq duniya ko deewana yeh toh waqt hi batayega kabutari achha ke kaun sayana aur kise hoga pachhtana kisine jeet li baaji toh ki haar gaya mili jo aankh toh aankhon se koi maar gaya maine bhi dekh li baaji koi toh haar gaya mili jo aankh toh aankhon se koi maar gaya badi qaatil hai yeh raaten mera jalta hai jiya kahi khul jaaye na apani baat piya bedard hai duniya badnaami ka hai darr - 2 ghut ghut ke har koi kisiko jhel raha hai kehta hai kabutar kya koi toh hai chakkar udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai yeh ishq ki duniya kamaal hai mistar - 2 ismein toh koi paas koi fail raha hain yahoo.... oooo...
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Kehta Hai Kabutar from the Bollywood movie BEWAFAA. We tried to make Kehta Hai Kabutar Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Kehta Hai Kabutar Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.