The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Jo Tujhe Jagaaye, Nindein Teri Udaaye Khwaab Hai Sacha Wahi Nindon Mein Jo Aaye Jise To Bhul Jaaye Khawab Woh Sacha Nahi Khwaab Ko Raag De, Nind Ko Aag De O O O Angaaron Ko Jagaaye, Koyalo Sa Jo Gaaye, Khwaab Hai Sacha Wohi (Leharein Jo Uthaaye)- 2 Paaniyo Ko Hilaaye, Khwaab Hai Sacha Wohi Khwaab Ko Raag De, Nind Ko Aag De O O O [ Khwaab Ko Raag De Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Manjilon Pe Tyohar Hai, Lekin Woh Haar Hai Kya Khusi Apano Ke Bin Hai Adhuri Har Jeet Bhi, Sargam Sangeet Bhi Adhura Hai Apno Ke Bin Khaabon Ke Baadal Chhaane Do Lekin Rishton Ki Lau Ko Bachaake Barasana Kehati Hai Hawaayein Chum Le Gagan Ko Pankho Ko Khol Tu Chhod Na Tarasna Khwaab Ko Raag De, Nind Ko Aag De O O O Na Na Na Na Na Ra Ra Ra Ra Ra La Ra Ra La La La Ra Ra Khwaab Ko Raag De, Nind Ko Aag De O O O Khwaab Ko Khaab Ko Raag De, Nind Ko Aag De, Aag De O O O (Live Your Live Your Live You, London Dreams)- 4 [ Khwaab Ko Raag De Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]