Hindi Song Lyrics of Koi Bechaaraa
SANNATA Movie Songs LyricsKoi Bechaaraa Lyrics Hindi Song Title: Koi Bechaaraa : SANNATA
Singer(s): LATA
Hindi Lyrics:
koi bechaaraa, koi bechaaraa dil ko khokar khoj rahaa hai chaahat kaa maaraa jaise jaise buund buund chaand ghulegaa ankhiyon men ek aur kaab ghulegaa roshani ki duur duur dhuul udegi dhire dhire raastaa ye raaz khulegaa ek diwaanaa jaag rahaa hai sapanon kaa maaraa koi bechaaraa mat jaao os ke shishon se paanv na kat jaayen zaraa raahon se ye kaanch uthaa luun bairi chaandani ki aanch bujhaa luun mat jaao os ke shishon se paanv na kat jaayen jhuk gayi hai aankh to salaam kiyaa hogaa dil ne shaayad hansake tera naam liyaa hogaa kal kyaa hogaa aaj na jaane raahi banjaaraa koi bechaaraa
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Koi Bechaaraa from the Bollywood movie SANNATA. We tried to make Koi Bechaaraa Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Koi Bechaaraa Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.