The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Kurbaan Huwa Teri Tishnagi Mein Yuun Kurbaan Huwa Teri Aashiqi Mein Yuun Bekhudi Mein Bekali Mein Bekasi Mein Hua Tujhko Har Dua Di, Aur Daga Bhi, Aur Fanaa Hua Kurbaan Huwa, Kurbaan Huwa Ada Pe, Wafaan Pe, Jafa Pe Kurbaan Huwa, Kurbaan Huwa [ Kurbaan Huwa Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Rubaru Tu Magar, Tanaha Hai Yeh Jahaan Ooo Jal Uthe Meri Kufr Se Saanson Ka Yeh Samaan Ooo Kya Huwa Pal Mein Jaane Kho Gaya Kyon Tu Mila Aur Juda Imaan Huwa Yuun Bekhudi Mein Bekali Mein Bekasi Mein Hua Tujhko Har Dua Di, Aur Daga Bhi, Aur Fanaa Hua Kurbaan Huwa, Kurbaan Huwa Ada Pe, Wafaan Pe, Jafa Pe Kurbaan Huwa, Kurbaan Huwa Marne Ka Sabab Maangata Raha Darbadar Mitne Ko Toh Dil Pal Mein Raaji Huwa Puri Huyi Har Aaraju Har Daastaan Meri Ke Tum Shuru Huye Jahaan, Main Khatam Huwa Kurbaan Huwa, Kurbaan Huwa Ada Pe, Wafaan Pe, Jafa Pe Kurbaan Huwa, Kurbaan Huwa [ Kurbaan Huwa Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]