Hindi Song Lyrics of Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi Aata
SHAAN - LOVE STORY Movie Songs LyricsKya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi Aata Lyrics Hindi Song Title: Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi Aata : SHAAN - LOVE STORY
Singer(s): SHAAN
Hindi Lyrics:
waise toh main sab samajhata hoon, kya galat hai kya sahi bhola bhaala bhalehi lagata hoon, magar kisi se kam nahi bas ek kamjori hai, samajho majboori hai bin soche bin samajhe main haan se haan milaata kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata koyi kahe please aur maange koyi cheez toh use main taal na paata kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata kehna chaahu na par kahoon haan, kya musibat hai re bhai kis tarah se khud ko rok loon, hoga koyi toh upaay iss dil ki hi sunu, main jo chaahu wahi karuun aisa tadpaata toh yeh gaana main na gaata kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata koyi kahe please aur maange koyi cheez toh use main taal na paata kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata bas ek kamjori hai, samajho majboori hai bin soche bin samajhe main haan se haan milaata kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata koyi kahe please aur maange koyi cheez toh use main taal na paata kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata ki mujhe na kehna nahi aata na na na na na na na....... (na kehna nahi aata)
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi Aata from the Bollywood movie SHAAN - LOVE STORY. We tried to make Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi Aata Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi Aata Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.