The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Patti Patti gulab ho jati har kali meharkhwab ho jati tune dali na mehfisha nazaren varna shabanam sharab ho jati Patti Patti gulab kya hogi har kali meharkhwab ho jati Jisane laakhon haseen dekhen ho usaki niyat kharaab kya hoti La pila de saakiya - 2 paimana paimane ke baad hosh ki baate karunga - 2 hosh me aane ke baad La pila de saakiya Dil mera lene ki khaatir minnate kya kya na ki - 2 Kaise nazaren pher li - 2 matlab nikal jaane ke baad La pilade saakiya - 2 paimana paimane ke baad La pilade sakiya Waqt saari zindaji me dohi guzare hai kathin - 2 ek tere aane se pahele - 2 ek tere jaane ke baad La pilade sakiya - 2 paimana paimane ke baad La pilade sakiya Surkh suru hota hai insaan thokare khaane ke baad - 2 rang lati hai heena - 2 patthar pe pis jane ke baad La pilade sakiya - 2 paimana paimane ke bad hosh ki baate karunga - 2 hosh me ane ke baad La pilade sakiya - 2 paimana paimane ke baad La pilade sakiya - 4