Hindi Song Lyrics of Laut Gaya Gam Ka
NAYA AADMI Movie Songs LyricsLaut Gaya Gam Ka Lyrics Hindi Song Title: Laut Gaya Gam Ka : NAYA AADMI
Singer(s): HEMANT KUMAR, LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
he: a a a a la: a a a a la: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana he: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana he: duur gagan mein dekho chamke aashaaon ke taare aashaaon ke taare jhilmil pyaare pyaare la: badli mein chhupkar taaron ke sang chanda kare ishaare chanda kare ishaare do: kiski lagan me aaj pavan hain baagon mein ithalaati laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana la: raat nayi har baat nayi hain naya naya hai zamaana kaisa sama suhaana kaisa sama suhaana he: gaaye chandaniya dheere dheere preet bhara afsaana preet bhara afsaana la: aaj mere chote se man mein aasha hai muskaati do: laut gaya gam ka zamaana aai khushi lehraati laut gaya gam ka zamaana
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Laut Gaya Gam Ka from the Bollywood movie NAYA AADMI. We tried to make Laut Gaya Gam Ka Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Laut Gaya Gam Ka Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.