The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Teri Ik Ik Ada Jhuuti Vafa Jhuuthi Haya Jhuuti Chalegi Ai Hasina Kab Talaq Aakhir Hava Jhuuti Maan Kare Kya Rang Ruup Ka Tu Kaagaz Ka Phuul Hai Tujh Mein Khushabu Dhuundh Rahi Hai Ye Duniyaan Ki Bhuul Hai Maan Kare Kya Rang Ruup Ka [ Maan Kare Kya Rang Ruup Ka Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Tujhe Dekh Ke Laakh Bujha Le Pyaas Koi Akhiyan Ki Bina Baas Ka Phuul Banega Kya Shobha Bagiyan Ki Daal Ka Phuul Chadhe Mandir Mein Tu Raste Ki Dhuul Hai Maan Kare Kya Rang Ruup Ka Bina Jyot Ka Dipak Hai Tu Bina Tel Ki Baati Jab Tan Ujala Aur Man Kaala Phir Kaahe Itaraati Shabanam Khud Ko Saagar Samajhe Ye Shabanam Ki Bhuul Hai Maan Kare Kya Rang Ruup Ka [ Maan Kare Kya Rang Ruup Ka Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]