Hindi Song Lyrics of Maang Ke Saath Tumhara
NAYA DAUR Movie Songs LyricsMaang Ke Saath Tumhara Lyrics Hindi Song Title: Maang Ke Saath Tumhara : NAYA DAUR
Singer(s): ASHA BHONSLE, MOHD. RAFI
Hindi Lyrics:
Asha: maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar -2 Rafi: maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar Rafi: o o o o o o Asha: a a a a aa -2 Asha: dil kahein dildar mila, hum kahein humein pyaar mila -2 Rafi: pyaar mila humein yaar mila, ek naya sansaar mila -2 Asha: a a a a a a, as mili armaan mila Rafi: o o o o o o, jeene ka saamaan mila Both: Mil gaya ek sahaara, ha ha ha ha Maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar Maang ke saath tumhara Rafi: o o o o o o, Asha: a a a a aa -2 Rafi: dil jawaan aur rut haseen, chal yunhi chal de kahin -2 Asha: tu chahein le chal kahin, tujh pe hai mujhko yakin -2 Rafi: o o o o o o, jaan bhi tu hai dil bhi tu hi Asha: a a a a a a, raah bhi tu manzil bhi tu hi Both: Aur tu hi aas ka tara, ha ha ha ha Maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar Maang ke saath tumhara
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Maang Ke Saath Tumhara from the Bollywood movie NAYA DAUR. We tried to make Maang Ke Saath Tumhara Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Maang Ke Saath Tumhara Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.