Hindi Song Lyrics of Maar daala, haan maar daala
DEVDAS Movie Songs LyricsMaar daala, haan maar daala Lyrics Hindi Song Title: Maar daala, haan maar daala : DEVDAS
Singer(s): K. K.,KAVITA SUBRAMANIAM
Hindi Lyrics:
Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya Hui dil mein dastak yahan kaun aaya Hum pe yeh kisne hara rang daala Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala Maar daala, haan maar daala Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala (Allah, allah, allah) Na chaand hatheli par sajaaya Na taaron se koi bhi rishta banaaya Na rab se bhi koi shikaayat ki Na rab se bhi koi shikaayat ki Har gham ko humne chhupaaya Har sitam ko haske uthaaya Kaanton ko bhi gale se lagaaya Aur phoolon se zakhm khaaya Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala Allah, maang daala, allah, maang daala, oh (Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala) Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala (Allah, allah, allah) Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala (Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya Hui dil mein dastak, yahan kaun aaya) Hey eh, eh eh eh Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Maar daala, haan maar daala from the Bollywood movie DEVDAS. We tried to make Maar daala, haan maar daala Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Maar daala, haan maar daala Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.