Hindi Song Lyrics of Madahosh Hava Matawali Fiza
PRINCE Movie Songs LyricsMadahosh Hava Matawali Fiza Lyrics Hindi Song Title: Madahosh Hava Matawali Fiza : PRINCE
Singer(s): MOHAMMAD RAFI
Cast(s): SHAMMI KAPOOR , VAIJAYANTI MALA , HELEN , AJIT , ULHAS
Hindi Lyrics:
(Madhosh Hawa Matwaali Fiza Sansaar Suhaana Lagta Hai) - 2 Kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin Dil Apna Deewana Lagta Hai Madhosh Hawa Matwaali Fiza Sansaar Suhaana Lagta Hai (Raahi Hoon Naya Anjaan Dagar Pyaara Hai Badaa Jeevan Ka Safar) - 2 Nikla Hoon Main Apni Masti Mein Maaloom Nahin Manzil Hai Kidhar Yeh Badhte Hue Bechain Kadam Aayenge Thikana Lagta Hai Kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin Dil Apna Deewana Lagta Hai Madhosh Hawa Matwaali Fiza Sansaar Suhaana Lagta Hai [ Madahosh Hava Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] Oh Ho Ho Ho Ho Ho Ho Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin Dil Apna Deewana Lagta Hai Madhosh Hawa Matwaali Fiza Sansaar Suhaana Lagta Hai (Pal Bhar Ko Na Hum Aaraam Kare Do Haath Hazaaron Kaam Kare) - 2 Kismat Ki Shikaayat Kya Karna Bhagwan Ko Kyon Badnaam Kare Ek Roz Humare Haathon Se Badlega Zamana Lagta Hai Kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin Dil Apna Deewana Lagta Hai Madhosh Hawa Matwaali Fiza Sansaar Suhaana Lagta Hai Jo Aag Tumhaare Dil Mein Lage Uss Aag Mein Mera Dil Bhi Jale Ha Ha Jo Aag Tumhaare Dil Mein Lage Uss Aag Mein Mera Dil Bhi Jale Dhanwaan Ho Ya Nirdhan Ho Koyi Data Ki Nazar Mein Ek Hue Insaan Se Rishta Insaan Ka Iss Jag Mein Puraana Lagta Hai Kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin Dil Apna Deewana Lagta Hai Madhosh Hawa Matwaali Fiza Sansaar Suhaana Lagta Hai [ Madahosh Hava Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Madahosh Hava Matawali Fiza from the Bollywood movie PRINCE. We tried to make Madahosh Hava Matawali Fiza Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Madahosh Hava Matawali Fiza Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.