Hindi Song Lyrics of Main Khoya Hua Aawara
MR. PRIME MINISTER Movie Songs LyricsMain Khoya Hua Aawara Lyrics Hindi Song Title: Main Khoya Hua Aawara : MR. PRIME MINISTER
Singer(s): BABUL SUPRIYO
Hindi Lyrics:
(main khoya main khoya hua aawara na dost na sahara duniya ke bhanvar mein dhundata kinara - 3) - 2 khabar nahi ki kaha hu main yeh jagah hain kya jis jagah hu main simti si hain galiyan kyun har mod pe hain sannata kyun - 2 main khoya main khoya hua aawara na dost na sahara duniya ke bhanvar mein dhundata kinara - 3 main khoya soch raha hu main hu kya saanson mein chaya kyun hain dhuan dil mein uthe chingari kyun kaheen main toh nahi hu koi shama - 2 main khoya main khoya hua aawara na dost na sahara duniya ke bhanvar mein dhundata kinara - 3 main khoya suraj ki nayi kirnon se dhundh ki partein hatt bhi gayi uljhan ki badli chatt gayi timtimaya - 2 ektara main khoya tha main khoya tha aawara hain dost aur sahara duniya ke bhanvar mein paa liya kinara mil gaya kinara paa liya kinara main khoya tha jo bhi dhul ki chadar odhen makhmal se jo nata toden mitti se jo paida hua mitti se khud ko joden gar aaisa koi koi ho toh naache naache naache naache aalam yeh sara - 2 main khoya tha main khoya tha aawara hain dost aur sahara duniya ke bhanvar mein paa liya kinara mil gaya kinara paa liya kinara main khoya tha dil ki khushi zehan ka sukun agar dost hain tumhare toh jholi mein khazane ka hoga tumhein hoga haseen nazara main khoya tha main khoya tha aawara hain dost aur sahara duniya ke bhanvar mein paa liya kinara mil gaya kinara ho paa liya kinara ho mil gaya kinara ho paa liya kinara
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Main Khoya Hua Aawara from the Bollywood movie MR. PRIME MINISTER. We tried to make Main Khoya Hua Aawara Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Main Khoya Hua Aawara Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.