Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Main To Ladki Kanwaari

TUMKO NA BHOOL PAAYENGE Movie Songs Lyrics
Main To Ladki Kanwaari Lyrics
Hindi Song Title: Main To Ladki Kanwaari : TUMKO NA BHOOL PAAYENGE
Singer(s): SNEHA PANT, SONU NIGAM, AND BABUL SUPRIYO



Hindi Lyrics:
--MALE 1--
Hey, oh oh oh oh

--FEMALE--
Main to ladki kanwaari, main to dil se hoon haari
Ho main to ladki kanwaari, main to dil se hoon haari
Mere dil pe chala na zor
Baaje baaje baaje re dholi taaro dhol
Ho, baaje baaje baaje re dholi taaro dhol

--MALE 1--
Main bhi ladka kunwaara, oh main bhi dil se hoon haara
Main bhi ladka kunwaara, main bhi dil se hoon haara
Mere dil pe chala na zor
Baaje baaje baaje re aisa mera dhol
Hoye, baaje baaje baaje re aisa mera dhol

--CHORUS--
Waage waage waage waage dhol waage re murali waage

--FEMALE--
Waage waage waage more saiyyaan

--CHORUS--
Waage waage waage waage dhol waage re murali waage
Waage waage waage more saiyyaan
Dhol baja dhol gori kyoon machaaye shor
Saari basti hai aayi yahan

--FEMALE--
Ho, oh oh ho oh oh
Tune daali nazar, meri sarki chunar
Mera dhadke jiya, tune yeh kya kiya

--MALE 1--
Ho, maine kuch na kiya, dil ka sauda kiya
Tujhko dil de diya, tera dil le liya

--MALE 2--
Arre mujhko bhi yaaron koi aisi dila do - 2
Mera dil bhi machaaye shor
Baaje baaje baaje re dholi taaro dhol
Arre baaje baaje baaje re dholi taaro dhol

--MALE 1--
Ho, ho ho ho ho ho ho ho
Dil se dil jab mile, mit gaye faasle
Dil ne dil se kaha pyaar ho hi gaya

--MALE 2--
Ho, aisa jaadu chala, kya se kya ho gaya
Dil ko khona hi tha, dil to kho hi gaya

--FEMALE--
Tune pakdi kalaayi, main to daudi chali aayi
Haan tune pakdi kalaayi, main to daudi chali aayi
Tune kheechi hai aisi dor
Baaje baaje baaje re dholi taaro dhol
Ho, baaje baaje baaje re dholi taaro dhol

--MALE 1--
Hey, yeh hai ladki dhamaal, iski morni si chaal
Dekho iska kamaal mera dil le gayi
Aisa jaadu kiya, mujhe ghaayal kiya
Mujhe paagal kiya, mera dil le gayi hoye!

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Main To Ladki Kanwaari from the Bollywood movie TUMKO NA BHOOL PAAYENGE. We tried to make Main To Ladki Kanwaari Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Main To Ladki Kanwaari Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com