Browse Lyrics by Movie Title


Hindi Song Lyrics of Main Toh Phans Gaya

HUM TO MOHABBAT KAREGA Movie Songs Lyrics
Main Toh Phans Gaya Lyrics
Hindi Song Title: Main Toh Phans Gaya : HUM TO MOHABBAT KAREGA
Singer(s): ALKA YAGNIK, ANU MALLIK, CHORUS



Hindi Lyrics:
a daada maan ja guru maan ja baap maan ja bhaai maan ja 
haay haay main to phans gaya 
o baap main to phans gaya 
tauba main to phans gaya o ho 
socha tha kya my god kya se kya ho gaya 
allaah kya ye ho gaya 
raam main to phans gaya 
dekho main to phans gaya o ho 

aaisa bhi kya yaar chiki baaba 
chhodo bhi inkaar ha ha 
jo kuch dekha hai chiki baaba 
kah daalo ik baar ha ha 
haay haay main to phans gaya ... 

interview de de na jo poochu kah de na 
life teri ban jaayegi 
wife tujhe mil jaayegi 
zero se hero ban jaayega 
haay haay main to phans gaya ... 

lights, camera, action 
kyon mere peechhe pad gayi tu baba 
khaali ye batla de kya tune dekha 
kya dekha tha main bhool gaya re ikdam 
ai tujhko meri kasam 
aaisa bhi kya yaar ... 

jo maangega doongi batla de 
mujhko mujhko mere ghar tak pahuncha de 
main hu na phir kaahe ka hai gam 
are tu hi to hai mera gam 
aaisa bhi kya yaar ...

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Main Toh Phans Gaya from the Bollywood movie HUM TO MOHABBAT KAREGA. We tried to make Main Toh Phans Gaya Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Main Toh Phans Gaya Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com