Hindi Song Lyrics of Main sochoon yeh kaise
TERA MERA SAATH RAHEN Movie Songs LyricsMain sochoon yeh kaise Lyrics Hindi Song Title: Main sochoon yeh kaise : TERA MERA SAATH RAHEN
Singer(s): ALKA YAGNIK AND HARIHARAN
Hindi Lyrics:
--FEMALE-- (Main sochoon yeh kaise Tum na milte to kya hota) - 2 --MALE-- Main sochoon yeh kaise Tum na milti to kya hota --FEMALE-- Jo sukoon mere dil ko mila hai --MALE-- Kya tum bin mila hota --FEMALE-- Shaayad --MALE-- Shaayad --FEMALE-- Haan, shaayad --BOTH-- Shaayad, shaayad, haan shaayad --FEMALE-- Chaahat yunhi badhti rahe Reh na paaoongi tere bina kasam se Haai, dekha na koi bhi duja tum sa Ab jaane na doongi tumhe door hum se --MALE-- Lagta hai jaise bandha ho yeh bandhan Jannat mein kahin Kayi janmon ka hai yeh bandhan Kahin aisa aisa to nahin --FEMALE-- Shaayad --MALE-- Shaayad --FEMALE-- Haan, shaayad --BOTH-- Shaayad, shaayad, haan shaayad --MALE-- Main jaanta hoon ke tum jaanti ho Tum jaanti ho ke main jaanta hoon Eh, main jaanta hoon ke tum jaanti ho Tum jaanti ho ke main jaanta hoon --FEMALE-- Hum jaante hain ke duniya agar jaan legi to --MALE-- Toofaan uthega, khuda na kare kahin aisa ho --FEMALE-- Magar jaane kab jaan leva judaai yeh hogi khatam --MALE-- Kya hai aisa bhi mumkin Ke deewaar yeh tod paayenge hum --FEMALE-- Shaayad --MALE-- Shaayad --FEMALE-- Haan, shaayad --BOTH-- Shaayad, shaayad, haan shaayad --MALE-- Nahin mujhko khabar kya galat kya sahi Kyoon main aaj khud apne bas mein nahin Chaahat to hai zaroor Mera dil keh raha hai Aisi baaton se rehna hai door Zameer samjha raha hai Haan aur na ki is uljhan mein Phas gaya dil bechaara yunhi Yeh kya ho gaya, aisa kyoon ho gaya Kahin aisa to nahin Shaayad, shaayad, haan shaayad - 2 La la, la la, la la la
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Main sochoon yeh kaise from the Bollywood movie TERA MERA SAATH RAHEN. We tried to make Main sochoon yeh kaise Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Main sochoon yeh kaise Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.