Hindi Song Lyrics of Maine Jisko Chaha
FIDA Movie Songs LyricsMaine Jisko Chaha Lyrics Hindi Song Title: Maine Jisko Chaha : FIDA
Singer(s): ALISHA CHINOY AND SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
Maine jisko chaaha mil gaya Chain jab se aaya dil gaya Dekhke tumhaari yeh ada Jaaneman hui main to fida Maine jisko chaaha mil gaya Chain jab se aaya dil gaya Dekhke tumhaari yeh ada Jaaneman hua main to fida Mujhe kar de paagal yeh aankhon ka kaajal Deewaana kare yeh hansi Teri uthti jhukti yeh qaatil nigaahein Sikhaane lagi aashiqui Mujhe jhoomne de tujhe choomne de Hai mauka bada dilnasheen Bekhabar tujhe na yeh pata Mere ishq ka hai yeh nasha Maine jisko chaaha mil gaya (La la la la la la la la la la la la la La la la la la la la la la la) - 2 Mohabbat hoon main mujhko lab se laga le Bujha le tu dhadkan ki pyaas Gulaabon ke saaye khayaalon pe chhaaye Na kaanta koi aas paas Tera ishq dil mein chubhe lamha lamha Tu jaan meri main teri saans Rang aisa chhalka pyaar ka Yeh zamaana saara hil gaya Maine jisko chaaha mil gaya
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Maine Jisko Chaha from the Bollywood movie FIDA. We tried to make Maine Jisko Chaha Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Maine Jisko Chaha Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.