The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Allah Allah...... (Gumsum Chaandani Ho, Naajani Ho, Ya Koi Hoor Ho Dilnashi Ho, Dilkashi Ho Ya Jannat Ka Noor Ho Maasha Allah, Maasha Allah, Maasha Allah.....) - 2 Tum Saba Ho Ya Ghata Ho Kehkasha Ho Saayba Ho Subah Ki Pehali Kiran Ki Jaisi, Bebaak Alhad Pawan Ki Jaise Khushbuyein Tum Lutaati Ho Masti Mein Chur Chur Maasha Allah, Maasha Allah, Maasha Allah..... Tum Haya Ho, Tum Rida Ho, Tum Wafa Ho, Tum Nasha Ho Khaamosh Nazarein Sada Jaisi Tumhaari Baatein Duwaayon Jaisi Har Nafas Mein Tum Samaayi Ho Phit Bh Ho Itani Door Maasha Allah, Maasha Allah, Maasha Allah..... Gumsum Chaandani Ho, Naajani Ho, Ya Koi Hoor Ho Dilnashi Ho, Dilkashi Ho Ya Jannat Ka Noor Ho Maasha Allah, Maasha Allah, Maasha Allah.... [ Masha Allah Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]
(Masha Allah.., Subhan Allah…) – 2 Masha Allah.., Subhan Allah.., Tera Chehra Jab Se Dekha, Dil Gumshuda Hua Valla Masha Allah.., Subhan Allah.. Tera Chehra..., Masha Allah.., Subhan Allah… (Masha Allah, Subhan Allah, Tera Chehra..) - 3 Masha Allah.., Subhan Allah.. [ Masha Allah Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] (Kuch Lamhon Ke Baad, Juda Honge Hum, Dil Mein Reh Jaayenge, Dil Ke Armaan Sanam) – 2 Par Ek Vada, Jaate Jaate, Karte Jaana.. Doge Tum Dubara Mauka, Deedar Ka... Deedar Ka.. Masha Allah.., Subhan Allah.., Tera Chehra.., Masha Allah.., Subhan Allah… (Tumse Judne Lagi, Dhadkan Ki Kadi Jaane Kyu Tum Se Hai, Umeedu Badi..) - 2 In Umeedon Ko Mukammal Tum, Jaane Jaa Karna Naamumkin Ko Mumkin Karna... Mumkin Karna Masha Allah.., Subhan Allah.. Tera Chehra Jab Se Dekha, Dil Gumshuda Hua Valla Masha Allah.., Subhan Allah.., (Masha Allah, Subhan Allah, Tera Chehra..) - 3 [ Masha Allah Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]