The Web's #1 Hindi Lyrics Web Site
Browse Lyrics by Title
Mashuqa Rubi Mehbooba Mehboobi Dekhoji Dekho Mujhe Main To Hoon Ajoobi Sabki Jawani Meri Nazron Mein Doobi Koi Na Jaane Aisi Mujhme Hai Khoobi Behke Shikariyon Se Bachna Bachana Hoton Ke Pyaalon Se Angoori Chhalkana Pyasi Dilon Ko Aaye Mujhe Tadpana ( Palkon Ke Saaye Saaye, Koi To Aaye Jaaye Yeh Mera Dil Ghabraye, Kya Hai Mushkil )...(2) Koi Deewana Lagta, Koi Anjaana Lagta Koi Parwana Lagta, Koi Qaatil Mashuqa Rubi...Aaye Mujhe Tadpana ( Koi Hai Jaaga Jaaga, Koi Hai Soya Soya Koi Hai Khoya Khoya, Hain Na Hai Na Kehta Hai Yeh Ujala, Kuch To Hai Honewala Raton Ne Jadoo Dala, Bach Ke Reh Na )...(2) Mashuqa Rubi... Mujhe Tadpana