Hindi Song Lyrics of Masti Ke Chaar Din Hain

MADHUBAALA Movie Songs Lyrics
Masti Ke Chaar Din Hain Lyrics
Hindi Song Title: Masti Ke Chaar Din Hain : MADHUBAALA
Singer(s): SONU KAKKAR

Hindi Lyrics:
masti ke chaar din hain baaki bekaar din hain 
inka maza le baaki bhool jaa re bhool ja 

dil pe na lena yaara kismat ka khel sara
masti mein jee le baaki bhool ja re bhool ja

kal huaan jo kal huaan woh toh gujra pal huaan
yaad na kar bhool jaa inn palo ka le mazaa
bhool ja le mazaa bhool ja
masti ke chaar din hain baaki bekaar din hain 
inka maza le baaki bhool jaa re bhool ja 
dil pe na lena yaara kismat ka khel sara
masti mein jee le baaki bhool ja re bhool ja

ajnabi chehre yahaan ajanabi si dastaan 
dastaan ko bhool jaa inn palo ka le mazaa
bhool ja le mazaa bhool ja
masti ke chaar din hain baaki bekaar din hain 
inka maza le baaki bhool jaa re bhool ja 
dil pe na lena yaara kismat ka khel sara
masti mein jee le baaki bhool ja re bhool ja

This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Masti Ke Chaar Din Hain from the Bollywood movie MADHUBAALA. We tried to make Masti Ke Chaar Din Hain Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Masti Ke Chaar Din Hain Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.

Advertise on Hindi Lyrix.com