Hindi Song Lyrics of Masti Mein Ched Ke
HAQEEQAT Movie Songs LyricsMasti Mein Ched Ke Lyrics Hindi Song Title: Masti Mein Ched Ke : HAQEEQAT
Singer(s): MOH. RAFI
Hindi Lyrics:
ho ho, o ho ho ho ho, la la la la la la la la la la, o ho ho ho ho, (masti mein chheDke taraanaa koi dil kaa aaj luTaayegaa khazaanaa koi dil kaa ) -2 pyaar bahaltaa nahin bahlaane se -2 lo main chaman ko chalaa veeraane se shamaa hai kab se judaa parvaane se ashq thamenge nazar mil jaane se dil se milegaa deevaanaa koi dil kaa aaj luTaayegaa khazaanaa koi dil kaa masti mein chheDke... milke vo pahle bahut sharmaayegi -2 aage baDhegi magar ruk jaayegi hoke kareeb kabhi ghabraayegi aur kareeb kabhi khinch aayegi khel nahin hai manaanaa koi dil kaa aaj luTaayegaa khazaanaa koi dil kaa masti mein chheDke... mukhDe se zulf zaraa sarkaaooNgaa haay, mukhDe se zulf zaraa sarkaaooNgaa suljhegaa pyaar ulajh main jaaooNgaa paake bhi haay bahut pachhtaaooNgaa aisaa suqoon kahaaN phir paaooNgaa aur nahin hai Thikaanaa koi dil kaa aaj luTaayegaa khazaanaa koi dil kaa masti mein chheDke... aa haa haa haa haa haa haa, haa haa haa haa o ho ho ho ho ho ho, ho ho ho ho
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Masti Mein Ched Ke from the Bollywood movie HAQEEQAT. We tried to make Masti Mein Ched Ke Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Masti Mein Ched Ke Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.