Hindi Song Lyrics of Matavala Jiya Dole Re
MOTHER INDIA Movie Songs LyricsMatavala Jiya Dole Re Lyrics Hindi Song Title: Matavala Jiya Dole Re : MOTHER INDIA
Singer(s): LATA MANGESHKAR, RAFI
Hindi Lyrics:
la : matavaalaa jiyaa Dole piyaa jhuume ghataa chhaa_e re baadal ra : karanaa hai to kar pyaar na Dar biitii umar aa_egii naa kal are paagal -2 cho : matavaalaa jiyaa ... karanaa hai to kar... la : aramaan bharaa dil hai balam tere havaale tuu apanaa banaa le are tuu apanaa banaa le ra : saavan hai javaanii pe lagii dil kii bulaa le hans le zaraa gaa le are hans le zaraa gaa le la : naache meraa man aaj sajan chhan chhananan bole re paayal cho : matavaalaa jiyaa ... karanaa hai to kar ... ra : ho dil teraa diivaanaa merii aankhen bhii diivaanii kuchh de de nishaanii are kuchh de de nishaanii la : duniyaa ke maze luut le jiivan hai kahaanii do din hai javaanii are do din hai javaanii ra : duniyaa hai badii jaaduu bharii merii galii saath mere chal cho : karanaa hai to kar ... matavaalaa jiyaa ... Posted By : Babydoll
This Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Matavala Jiya Dole Re from the Bollywood movie MOTHER INDIA. We tried to make Matavala Jiya Dole Re Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Matavala Jiya Dole Re Song Lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Hindi mp3 or Bollywood songs on our site. We encourage you to buy Bollywood movie DVD, VCD or audio CD.